Tere dwaar pe Sai hum bhakton ko darshan do mera geet sunkar tum jeevan ye safal kar do na mazhab ho koi na bhasha ka ho bandhan jab sharaddha kare koi tau keval dekhe man ye daan dekar tum jeevan ye safal kar do tere dwaar pe Sai hum bhakton ko darshan do
Continue Reading...Sai mujhe itna sataya na karo darshan dedo ab rulaya na karo vyakul manwa tujhko pukaare jhalak dikhake chup jaya na karo darshan dedo ab rulaya na karo Sai mujhe itna sataya na karo darshan dedo ab rulaya na karo ek tumhi ho naath hamare phir main jaun kiske dware darshan paun bhaag hamare ab
Continue Reading...Saat suron ki jeevan sargam pehla sur hai Sa Sa re ga ma pa dha ni sa Sa ni dha pa ma ga re sa Saaton Sai maan ke gao nagma jeevan ka Re se rahe Sai ki rehmat Sai rahim kahaye Sai ganga se man changa bhakton ka ho jaaye saare milkar bolo
Continue Reading...Poocho tau mujhse main kya chahta hoon Sai ke charnon mein rehna chahta hoon Sai ke charnon mein dhuni ramaun Sai ki bhakti ke gun main gaun iske siwa nahin dua chahta hoon Poocho tau mujhse main kya chahta hoon Sai ke charnon mein rehna chahta hoon Shirdi nagariya ki pawan hawaein
Continue Reading...Sai naam bada pyaara hai sabka palanhara hai jo deta hai gyaan param Sadguru Sai sharanam yaheen ram hai yaheen shyaam hai yaheen bhola bhandari isi naam mein srishti saari yahee roop manhari ik Sai ke roop anekon sab dharmon ka hai sangam Sadguru Sai sharanam Sai naam bada…………… mohani moorat sundar
Continue Reading...