Jan 202009
 

Doha

Jal se deepak jal gaye paani ho gaya tel  -2
Khara jal meetha kiya Sai ke sab khel – 2
Sai sumiran jo kare wo nirbhay ho jaaye – 2
Uski jhoothi vasana chir nidra so jaaye – 2

Ghar ghar bhiksha maangte Shirdi ke bhagwan – 2
Bhiksha le dete humein shukh shaanti sanmaan – 2
Neem vriksh paavan kiya karke guru ka dhyaan – 2
Kadve patte ho gaye bilkul shahad samaan – 2

Baba tau aise sakhi dete jeevan daan – 2
Andhe ko aankhein mile nirdhan ho dhanwaan – 2
Mazjid mein dhuni jale mandir mein azaan – 2
Shirdi saidhaam mein kar sajda aur dhyaan – 3

दॊहा

जल से दीपक जल गये पानी हॊ गया तेल – 2
खारा जल मीठा किया साई के सब खेल – 2
साई सुमिरण जॊ करे वॊह निर्भ्य हॊ जाये – 2
उसकी झूठी वासना चिर निद्रा सॊ जाये – 2

घर घर भिक्षा माङते शिरडी के भगवान – 2
भिक्षा ले देते हमे सुख शान्ती सनमान – 2
नीम व्रिक्ष पावन किया करकॆ गुरू का ध्यान – 2
कडवे पात्ते हॊ गयॆ बिलकुल शहद समान – 2

बाबा तॊ ऐसे सखी देते जीवन दान – 2
अन्धे कॊ आन्खे मिले निर्धन हॊ धनवान – 2
मजजिद मे धूनी जले मन्दिर मे अजान – 2
शिरडी साईधाम मे कर सजदा और ध्यान – 3

Print Friendly, PDF & Email

  One Response to “Doha”

  1. Guru govind sahi kaha he ki dookh me sumiran sab kare sukh me kare na koi acshar log sukh me guru ka dhayan chod deta he lekin avi to viswash hi nhi karta he hey prrani apne pabithro man se ek baar har roj guru naam liya karo guru kripa ap par bana rahega jai sai raam

 Leave a Reply

You may use these HTML tags and attributes: <a href="" title=""> <abbr title=""> <acronym title=""> <b> <blockquote cite=""> <cite> <code> <del datetime=""> <em> <i> <q cite=""> <s> <strike> <strong>

(required)

(required)

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.