Jahaan jahaan main jaata Sai geet tumhare gaata, geet tumhare gaata mere man mandir mein Sai tumne jyot jagayi beech bhanwar uljhi naiiya tumne paar lagayi is duniya ke dukhiyaaron se tumne joda naata main geet tumhare gaata jahaan jahaan main jaata Sai geet tumhare gaata, geet tumhare gaata Sai mere tum na hote deta
Continue Reading...Baba Saibaba, Baba Saibaba Baba mohe dars dikhane aaja Teri suratiya sabse nyari Tere daras ka main hoon bhikhari Darshan dene aaja Baba mohe dars dikhane aaja Baba Saibaba, Baba Saibaba Ye akhiyaan hain kab se pyaasi Baba kar de door udasi Jyot jagane aaja Baba mohe dars dikhane aaja Baba Saibaba, Baba Saibaba Tu
Continue Reading...Sab ko sukhon ka dhaam milega Sai kaho araam milega subha milega shaam milega Sai kehta jaa Sairam Sairam bolo Sai Sai shyaam jeevan ko Sai mein rama lo Sai naam ko man mein basa lo krodh lobh maya ko bhula ke Sai naam ke dhan ko kama lo janma ka sacha kaam milega
Continue Reading...Jaise bhi hain ab hain Sai hum tau tere hain tere rang mein range hamare saanjh savere hain Baba hum tau tere hain jaise bhi hain ab hain Sai hum tau tere hain tere baare mein kehte hain Shirdi wale log tune jisko chua na aaya usko koi rog tune hi har deen dukhi
Continue Reading...Dar Pe Aayi Hoon Main Dar pe aayi hoon main bheekh lene Sun lo meri sada Saibaba Bheekh do bheekh do mujhko daata Kar do mujh par daya Saibaba Tum ho toote dilon ka sahara Khoob darbar hai ye tumhara Jo bhi charnon mein pahuncha hai uska Tumne daaman bhara Saibaba Tel ke badle paani
Continue Reading...