Shirdi Mein Ude Re Gulal
Jisne jaani sai ki maya, daud daud ke, shirdi wo aaya

sai ka dekha kamaal, ke sai ka jawab nahin

shirdi me ude re gulaal, ke sai ka jawab nahin -2
nar nari sab, naam pukare -2
sai ji sabke, kaaj savare
mit tey hai sab janjaal, ke sai ka jawab nahin -2
shirdi me ude re gulaal, ke sai ka jawaab nahin -2
shraddha saburi ka mantra nirala,
jo bhi peele, sai ka pyala
sab ko kiya khushahaal, ki sai ka jawaab nahin-2
shirdi me ude re gulaal, ki sai ka jawaab nahin -2
teeno lok ka sai hain daata, sadguru sai bhagya vidhata
rakhta hai sab ka khayal, ke sai ka jawaab nahin -2
shirdi me ude re gulaal, ke sai ka jawaab nahin -2
bhakton ki aankhon ke, baba hai taare,
bhakto ka mela sai ke dware
darshan ki laagi re kataar, ke sai ka jawaab nahin -2
shirdi me ude re gulaal, ke sai ka jawaab nahin -2
jisne jaani sai ki maya, daud daud ke, shirdi wo aaya -2
sai ka dekha kamaal, ki sai ka jawaab nahin – 2
shirdi me ude re gulaal, ki sai ka jawaab nahin -2
sai ka dekha kamaal, ki sai ka jawaab nahin – 2
शिर्डी मे उड़े रे गुलाल
जिसने जानी साईं की माया, दौड़ दौड़ के, शिर्डी वो आया – २
साईं का देखा कमाल, के साईं का जवाब नहीं – २
शिर्डी मे उड़े रे गुलाल, के सै का जवाब नहीं – २
नार नारी सब, नाम पुकारे
साईं जी सबके, काज सावरे
मीटते है सब जंजाल, के साईं का जवाब नहीं – २
शिर्डी मे उड़े रे गुलाल, के साईं का जवाब नहीं – २
श्रद्धा सबूरी का मंत्र निराला,
जो भी पीले, साईं का प्याला
सब को किया खुशहाल, के साईं का जवाब नहीं – २
शिर्डी मे उड़े रे गुलाल, के साईं का जवाब नहीं – २
तीनो लोक का साईं हैं दाता,
सदगुरु साईं भाग्य विधाता
रखता है सबका खयाल, के साईं का जवाब नहीं – २
शिर्डी मे उड़े रे गुलाल, के साईं का जवाब नहीं – २
भक्तों की आँखों के, बाबा है तारे,
भक्तों का मेला साईं के द्वारे,
दर्शन की लगी रे कतार, के साईं का जवाब नहीं -2