Jag Bhay Tajde Om Rai Raam jai Sai Raam Om Sainaath jai Saainath Jag bhay tajde ab main hoon antar mein Jeevan pariyant tera hoon rakshak main Har kshan tu yaad rakh le ye adarsh soorton ko Sukhmay hee kar doonga main sabke jeevan ko Om Sainaath jai Saainath Shirdipur pravesh hee sarva dukh parihaar
Continue Reading...Haridwar Mathura Kashi Haridwar Mathura Kashi Shirdi mein teerath saare hain Saibaba ke charnon mein chaaron dhaam hamare hain Sab santon mein maha sant saari duniya se nyaare hain Nar naari baalak boodhe sab hi Sai ko pyaare hain Moorakh ho ya agyaani pandit ho chahe vidhwaan Ek narzar se dekhe Sai sabko dete hain
Continue Reading...Dar Dar Main To Bhatak Raha Tha Dar dar main to bhatak raha tha… Dar dar main to bhatak raha tha… Apna banaya Sai ne Kai janmo se tadap raha tha Apna banaya Sai ne Mujhe apnaya Sai ne Dar dar main to bhatak raha tha… Apna banaya Sai ne Kai janmo se tadap raha
Continue Reading...Baba ki moorat mein soorat kamal ki Nikli re jab Saibab ki palki Humna – 3 re humna Sai naam leke kaho humna re humna Chalti hai jab Sai bhakton ki toliyaan Goonje tabhi jai kaare ki boliyaan Dekhte hi banti hai masti wo chaal ki Nikli re jab Saibab ki palki Humna – 3
Continue Reading...Apne mann ki kori chunariya, dwar tumhare, laauuuuu Apne mann ki kori chunariya, dwar tumhare, laauuuuu Apna chadha dau rang hey sai, itna hi mein, chahu Apne mann ki kori chunariya, dwar tumhare, laauuuuu Tumne mujhko sadguru Sai Bhakti yogya banaya Mein murakh, na samja tumko Vyarth hi samay gawahaya Hai Sai, mein dwar tumhare
Continue Reading...