Chintan Karo Sumiran Karo Chintan karo sumiran karo Sai ki sharan gaho Saibaba, Saibaba, Saibaba kaho Vandan karo archan karo darshan sabhi karo Saibaba, Saibaba, Saibaba kaho Chintan karo sumiran karo Sai ki sharan gaho Saibaba, Saibaba, Saibaba kaho Sai dhyaan mein Sai gyaan mein ras paan mein raho Saibaba, Saibaba, Saibaba kaho Chintan karo
Continue Reading...Tan man mein basa mera Sairam, Sairam jeevan mera hua safal hai rom rom jape Sai naam Sai naam Tan man mein basa mera Sairam Sai dhan hai jab se paaya chooti tab se jag ki maya Sai chintan mein magan hue hain bin raina mere subah shaam Tan man mein basa mera Sairam
Continue Reading...Shirdi jaane wale tere pyaar ke sadqe pyaar ke sadqe us darbaar ke sadqe Shirdi jaane wale tere pyaar ke sadqe kitna mubaraq bhala tera safar hai manzil hai teri jahaan wo aisa dar hai jaate hain insaan wahaan har ek dharam ke banti hai bigdi sabki unke karam se dil mein machalti khwaishein dedaar
Continue Reading...Daman Daya Bhar Do Sarkaar Saibaba Daman daya bhar do sarkaar Saibaba Dedo humein darshan ek baar Saibaba Paake tumhari bhakti man ko mili hai shakti Naiiya hamari Baba phir kaise doob sakti Karte ho sabka beda tum paar Saibaba Daman daya bhar do sarkaar Saibaba Dedo humein bhi darshan ek baar Saibaba Muslim Isai
Continue Reading...Baba Saibaba, Baba Saibaba Baba mohe dars dikhane aaja Teri suratiya sabse nyari Tere daras ka main hoon bhikhari Darshan dene aaja Baba mohe dars dikhane aaja Baba Saibaba, Baba Saibaba Ye akhiyaan hain kab se pyaasi Baba kar de door udasi Jyot jagane aaja Baba mohe dars dikhane aaja Baba Saibaba, Baba Saibaba Tu
Continue Reading...