Sai ka kehna hai sabka maalik ek hai paayega woh usko jiski neeyat nek hai Hari roop mein Sai ko jaano re Sai ka kehna tum sab maano re Sai ka kehna hai sabka maalik ek hai Sairam, Sairam, Sairam ……… Sai ka kehna hai kisi bhooke pyaase ko tum bhojan karwado wohi pooja
Continue Reading...Tan man mein basa mera Sairam, Sairam jeevan mera hua safal hai rom rom jape Sai naam Sai naam Tan man mein basa mera Sairam Sai dhan hai jab se paaya chooti tab se jag ki maya Sai chintan mein magan hue hain bin raina mere subah shaam Tan man mein basa mera Sairam
Continue Reading...Sai tere charan gahoon main Sai aayi hoon tere dwaar Baba aayi hoon tere dwaar naiyya karaye jo paar, paar paar paar Baba aayi hoon tere dwaar aayi hoon tere dwaar kan kan mein tu Sai samayo bigdi tu hi sanwar kashta jagat mein Sai bahu tere jag mein naa koi saar meri naiyya
Continue Reading...Daman Daya Bhar Do Sarkaar Saibaba Daman daya bhar do sarkaar Saibaba Dedo humein darshan ek baar Saibaba Paake tumhari bhakti man ko mili hai shakti Naiiya hamari Baba phir kaise doob sakti Karte ho sabka beda tum paar Saibaba Daman daya bhar do sarkaar Saibaba Dedo humein bhi darshan ek baar Saibaba Muslim Isai
Continue Reading...Jahaan jahaan main jaata Sai geet tumhare gaata, geet tumhare gaata mere man mandir mein Sai tumne jyot jagayi beech bhanwar uljhi naiiya tumne paar lagayi is duniya ke dukhiyaaron se tumne joda naata main geet tumhare gaata jahaan jahaan main jaata Sai geet tumhare gaata, geet tumhare gaata Sai mere tum na hote deta
Continue Reading...